*Kausa:* Charni Pada me Cable Jal-Jane se Waha ke Asthaniye Logo ko Horahi Pareshaani se log hogaye the Behal.
👉 Tab bhi Logo ne iss Cable ke Jalne ki Pareshani ko lekar Pauche Nagar Sevak *HAJI REHAN PITALWALA* aur *HAJI NASIR KHAN* ke Paas.
👉 Nagar Sevak *HAJI REHAN PITALWALA* aur *HAJI NASIR KHAN* ne Unn logo ko Bharosa dilaya ki Cable ka kaam Jald se Jald kiya jayega.
👉 Wahi MSEB ke Workers Bula kar saath Rah kar *MLA Dr. JITENDRA AWHAD* ke Margdarshan me Nagar Sevak *HAJI REHAN PITALWALA* aur *HAJI NASIR KHAN* ne iss Cable ki Pareshani ko Anjaam diya.
👉 Logo se mili Jankari se wo Bohot Khush huwe aur *MLA Dr. JITENDRA AWHAD* aur *HAJI REHAN PITALWALA* aur *HAJI NASIR KHAN* ka Bohot Sukariya Aada bhi kiya.
🇮🇳 *24x7MBN*
🇮🇳 _Always Ahead_
📲 *Join WhatsApp Broadcasting:*
Type " *Join* " to *7303333893*
📱 *Join us for more:*
No comments:
Post a Comment